Skip to main content

Posts

Featured

My First Post in Blog: A Poem about Mom in Hindi Bahut khush hoti hai wo Jab uska ek chota sa beta hota hai Choti si harkato se usey khush kar deta h  Bachpan se hi usne shaitaniya kar shuru kar diya Jaha jab mann chahta susu kar diya. Uska pehla birthday kisi festival k celebration se kam nahi laga Kuch saal baad ab toh ye school jaane laga School jab wo jaata Roz bhar bhar ke aansu bahata Maa ke pas jab ghr wapas aata Shaant ho jaata Harkate se wo nathkhat hai Khane mae wo chatpat hai Tiffin wo lekar roz ghr se jaata tha Canteen mae jaake kuch na kuch wo khata tha Dheere dheere uska rona band hone laga Half pant se full pant pehnke ab wo school janey laga Pencil ki jagah pen se ab wo likhne laga Bunk marke party wo karne laga Maa ka tiffin wo bhulne laga Kisi khaas ka whatsapp dp check wo ab karne laga. Ishqbaazi ab wo karne laga Dosto se dur ab wo hone laga. Jhut ab wo bolne laga Par wo jo sab sach jaante hue bhi Jhuth ko sunke has kar taal diya krti thi  Apne man ko maar

Latest posts